Us Kaa Chehra Bhi Hai Usi Ki Terhan Maghroor Koi Dekhe To Kaisay Who Rehta Hai Sab Se Door - Urdu Poetry Collections

Hot

Monday 24 February 2020

Us Kaa Chehra Bhi Hai Usi Ki Terhan Maghroor Koi Dekhe To Kaisay Who Rehta Hai Sab Se Door


Us Kaa Chehra Bhi Hai Usi Ki Terhan Maghroor
Koi Dekhe To Kaisay Who Rehta Hai Sab Se Door

Lagta Hai Ho Bah Ho Usi Tajalli Jaisa
Jis Se Jal Gaya Ho Ga Koh-e-Toor

Mula Ne Parhi Namazain Aur Kya Chehra Roshan
Roshan Uss Jaisa Jo Chalakta Hai Us Ki Peshani Se Noor

Masjid Mein Na Milay to Saqi Ki Nazar Se Sheikh
Daikhna Us Ki Ankhoo Mein Khuda Milay Ga Zaroor

Who Chehra Tha Robaro Mere, Chuva Na Usay
Usay Sharafat Kaho Ye Keh Do Banda Tha Majboor

No comments:

Post a Comment

We Love To Hear From You
Keep Supporting Us With Your Comments